Feb 7, 2017

Love shayari








love Shayari.



   http://www.Bhaskar Singh B.S.M.com


>Hi I am Bhaskar Singh. B.S.M




Hi I post Shayari



     
B.S.M











मोहब्बत ज़िंदगी बदल देती
मिल जाए तो भी ना मिले तो भी




..


जो दिल से सच्चे होते है कसम से मकान उनके ही गिरते है


..

तू याद रख, या ना रख,
 तू याद है, ये याद रख..

ना जाने क्यों तुझे देखने के बाद भी,

 तुझे ही देखने की

इतना भी ना चाहो किसी को ,वो चला जाये,
 और ज़िन्दगी बेरंग , बोझिल, और गुमनाम हो जाए..

मोहब्बत ज़िंदगी बदल देती है,
 मिल जाए तो भी ना मिले तो भी..

जो दिल से सच्चे होते है ना,
 कसम से मकान उनके ही गिरते है..

एहसास को खुदा उम्र क्यूँ नही दे देता सदियों कि, पल में निकल जाती है उम्र उस लम्हें को जीने के लिये !

गिरा दे जितना पानी है तेरे पास ऐ बादल, ये प्यास किसी के मिलने से बुझेगी तेरे बरसने से नहीं..!!

बहुत अच्छा लगेगा ज़िन्दगी का ये सफ़र, आप वहा से याद करना, हम यहाँ से मुस्कुराएंगे..!!

बात तो सिर्फ जज़्बातों की है वरना, मोहब्बत तो सात फेरों के बाद भी नहीं होती..!!बात तो सिर्फ जज़्बातों की है वरना, मोहब्बत तो सात फेरों के बाद भी नहीं होती..!!

दिलासा देते तुम्‍हारे हाथ यूं तो पीठ सहला रहे थे पर पीठ पर खंजर सा क्‍यूं चुभा. पता नहीं !!


जब लगे पैसा कमाने, तो समझ आया, शौक तो मां-बाप के पैसों से पुरे होते थे, अपने पैसों से तो सिर्फ जरूरतें पुरी होती है ।

कुछ सही तो कुछ खराब कहते हैं, लोग हमें बिगड़ा हुआ नवाब कहते हैं, हम तो बदनाम हुए कुछ इस कदर, की पानी भी पियें तो लोग शराब कहते हैं…!!!





ज़िन्दगी में ना ज़ाने कौनसी बात “आख़री” होगी, ना ज़ाने कौनसी रात “आख़री” होगी.. मिलते, जुलते, बातें करते रहो यार एक दूसरे से, ना जाने कौनसी “मुलाक़ात” आख़री होगी..


ग़ालिब ने खूब कहा है..: ऐ चाँद तू किस मजहब का है ईद भी तेरी और करवाचौथ भी तेरा..


Fanaa movie shayari 

https://shayaribsm.blogspot.in/?m=1


https://shayaribsm.blogspot.in/?m=1

https://shayaribsm.blogspot.in/?m=1


Bhaskar Singh 

Jan 18, 2017

Shayari

Hi users welcome to BHASKAR Singh BS.M
Email-bhaskarsinghbsm@gmail.com





   Welcome to shayari


Aankhon ki saja tab tak hai jab tak didar na ho Dil ki saja tab tak hai jab tak pyar na ho Yeh zindagi bhi ek saja hai ae mere dost Jab tak aap jaisa koi yar na ho

 Yaar kabhi pyar se khafa nahi hote Mile dil kabhi juda nahi hote Bhula dena uski kamiyon ko kyunki Yaar kabhi khuda nahi hote

  Sharm pasand hai hume aapki Magar itna bhi na sharmaya karo Yeh deewana fida hai tumhari nazaron par Humse nazrein to na churaya karo

  Duniya ko haqiqat meri pata kuch bhi nahi Ilzaam hazaron hain aur khata kuch bhi nahi Mere dil mein kya hai yeh padh na sakoge Sare panne bhare hain aur likha kuch bhi nahi

 Socha tha us bewakuf ko bhul jaayenge Dekh ker bhi andekha ker jaayenge Par Jaise hi wo saamne aaye wo hasi chehra Socha is baar dekh lu agli baar bhul jaayenge

Sharm pasand hai hume aapki Magar itna bhi na sharmaya karo Yeh deewana fida hai tumhari nazaron par Humse nazrein to na churaya kar




                                                                                   



 Teri wafa ne mujhe khud par sitam karne na diya Jo aaye palkon par moti unhe jharne na diya Maine samhja hai khud ko sada amanat teri Isi khayal ne mujhko kabhi marne na diya


 Sehmi si nigahon mein khwab hum jaga denge Suni si rahon mein phool hum bicha denge Hamare sang muskura kar toh dekhiye Hum aapka har gham bhula denge

 Jitna Chahte Hain Tumko Kash Chahti Utna Tum MujhKo Agar Tum Mil Jati MujhKo To Dunya Ki Har Khushi Mil Jati TujhKo

 Main chahta hi na tha use Lajawab karna Warna jawab mere paas us ke har sawal ka tha Uski jeet se hoti thi khushi mujhko Yahi jawab mere pas apni haar ka tha

 Sau baar kaha dil se Chal bhul bhi ja usko Sau baar kaha dil ne Tum dil se ni kahte

 Ab Ke Barish Mein Kuch Aisa Karna Apni Hatheli Pe Qatron ko Jama Karna Jo Jama Ho Jayen Wo Sab Teri Chahat Aur Jo Reh Jayen Wo Sab Meri Chahat

  Meri yaadon mein tum ho ya mujh mein hi tum ho Mere khayalon mein tum ho ya khayal hi tum ho Dil mera dhadak ke baar baar ye puche Meri jaan mein tum ho ya meri jaan hi tum ho

 Dil ki tanhai mein yaad ke zakhm Bahut gehre hain Koi bhi paas nahi jo Haath pakad k itna keh de Ki Mat ho pareshan Aaj Se Hum Sirf Tere Hain

 Mohabbat mein mili tanhaai ka Yeh aalam bhi kitna ajeeb hota hai Hazaaro apne ho sath hamare Fir bhi wo shaks yaad aa
 Meri Tanhai ka mujhe gila nahi Kya hua jab koi mujhe mila nahi Phir bhi dua karenge aapke vaaste Aap ko wo sab mile jo mujhe mila nahi



 Teri palkon pe aaj main apne khwab tamam rakh dun Aaj tere liye kyun na main mohabbat ka paigam likh dun Do lafz kehna to sabhi jante hain husn ki tarif mein Tu kahe to dekh meri teri tarif mein jane kitne kalam likh dun

 Hasrat hai sirf pane ki Aur koi khwahish nahi is diwane ki Shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai kya jarurat thi tumhe itna khubsurat banane ki

 Mujhe kehna nahi aata kaise kahun Mujhe jatana nahi aata kaise bataun Bas jaan lo tum itna Hui hai dil mein ek dastak Ke kahin wo tum hi to nahi

 Dard Banke Dil Mein Chhupa Kaun Hai Reh-Reh Kar Isme Chubhta Kaun Hai Ek Taraf Dil Hai Aur Ek Taraf Aaina Dekhna Hai Is Baar Pehle Tut-ta Kaun Hai

 Khoobsurat hai zindagi ek khwaab ki tarah Jaane kab toot jaye kaanch ki tarah Mujhe na bhulana kisi baat ki tarah Apne dil mein hi rakhna khoobsurat yaad ki tarah

 Jitna pyar hai aapse Usse aur jyada pane ko jee chahta hai Jane vo kaunsi khoobi hai aap mein Ki har rishta aapse banane ko jee chahta hai

 Wo Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai Lekin Meri Mohabbaton Ka Gawah Chahta Hai Khud Aate Jaate Mousamo Ki Tarah Hai Aur Mujh Se Mohabbat Ki Intiha Chahta Hai

 Aapse yeh doori humse sahi nahi jati Juda hoke aapse humse raha nahi jata Ab toh waapas laut aayiye hamare paas Dil ka haal ab lafzon mein kaha nahi jata



 Tere naam se Mohabbat ki hai Tere Ehsaas se Mohabbat ki hai Tum mere pass nahi phir bhi Tumhari yaad se Mohabbat ki hai Kabhi Tum ne bhi mujhe yaad kiya hoga Maine un lamhat se mohabbat ki hai Tum se milna to ek khwab sa lagta hai Maine Tumhare intezar se mohabbat ki hai



 Unhe Pyar Karna Nahi Aata Hume Pyar Karne Ke Siwa Aur Kuchh Nahi Aata Jeene Ke Sirf Do Hi Raaste Hain Ek Unhe Nahi Aata Aur Ek Hume Nahi Aata


 Saath agar doge muskrayenge zaroor Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zaroor Raah mein kitne kante kyun na ho Awaaz agar dil se doge to aayenge zaroor


 Ajeeb Bhi Woh Hai Naseeb Bhi Woh Hai Duniya Ki Bhed Mein Kareeb Bhi Woh Hai Unki Duaon Se Hi Chalti Hai Zindagi Kyunki Khuda Bhi Woh Hai Taqdir Bhi Woh Hai

  Tanhai kisi ka intezar nahi karti Kismat kabhi bewafai nahi karti Unse door hone ka asar hai warna Parchai kabhi jism par waar nahi karti







 Har shaam suhani nahi hoti Har ‪‎chahat‬ ke piche koi kahani nahi hoti Kuch to asar jaroor hoga ‪‎mohobbat‬ mein Varna duniya meri mohobbat mein yun diwani na










movie and song

Love shayari

love Shayari.     http://www.Bhaskar Singh B.S.M.com >Hi I am Bhaskar Singh. B.S.M Hi I post Shayari .        B.S...